Kuch khwab reh jaayein bas,
jo koshish se tabah na kiye hon
Unke sahaare bhar lenge woh panne,
jo abh tak siyah na kiye hon